फूलों के रंग से लिरिक्स | Phoolon Ke Rang Se Lyrics in Hindi
फूलों के रंग से Phoolon Ke Rang Se is old hindi song sung by Kishor Kumare from Prem Pujari Movie 1970. Lyrics os this song has written by Niraj, music is composed by R. D. Barman.
Movie: प्रेम पुजारी (1970),
Music By: एस.डी.बर्मन
Lyrics By: नीरज
Singser: किशोर कुमार
फूलों के रंग से Lyrics in Hindi
फूलों के रंग से, दिल की कलम से,
तुझको लिखी रोज पाती,
कैसे बताऊँ किस किस तरह से,
पल पल मुझे तू सताती,
तेरे ही सपने लेकर के सोया,
तेरी ही यादों में जागा,,
तेरे ख़यालों में उलझा रहा यूँ,
जैसे के माला में धागा,
हाँ बादल बिजली चन्दन पानी,
जैसा अपना प्यार,
लेना होगा जनम हमें….
हाँ इतना मदीर, इतना मधुर….
लेना होगा जनम…..
साँसों की सरगम धड़कन की बीना,
सपनों की गीतांजली तू,
मन की गली में महके जो हरदम,
ऐसी जूही की कली तू,
छोटा सफ़र हो, लंबा सफ़र हो,
सूनी डगर हो या मेला,,
याद तू आए, मन हो जाए,
भीड़ के बीच अकेला,
हाँ बादल बिजली चन्दन पानी,
जैसा अपना प्यार,
लेना होगा जनम हमें…..
हाँ इतना मदीर…..
लेना होगा जनम….
पूरब हो पश्चिम, उत्तर हो दक्षिण,
तू हर जगह मुस्कुराये,
जितना ही जाऊँ मैं दूर तुझसे,
उतनी ही तू पास आये,
आंधी ने रोका, पानी ने टोका,
दुनिया ने हंसकर पुकारा,
तसवीर तेरी लेकिन लिए मैं,
कर आया सब से किनारा,
हाँ बादल बिजली चन्दन पानी,
जैसा अपना प्यार,
लेना होगा जनम हमें…..
हाँ इतना मदीर…..
लेना होगा जनम….
Phoolon Ke Rang Se Lyrics in English
Phoolon ke rang se dil ki
Kalam se tujh ko likhi roj paati
Kaise bataau kis kis taraah se
Pal pal muze too sataati
Tere hi sapane lekar ke soya
Tere hi yaadon mein jaaga
Tere khayalo me, Ulajha raha yoo
Jaise ke maala mein dhaga
Haan baadal bijali chandan
Paani jaisa apna pyaar
Lenaa hogaa janam
Hame kayi kayi baar
Aa itna madir itana madhoor
Tera mera pyaar
Lenaa hogaa janam hame
Kayi kayi baar
Saanso ki saragam, Dhadakan ki binaa
Sapno ki gitaanjali too
Man ki gali me, Mahake jo haradam
Aisi joohi ki kali too
Chhotaa safar ho, Lanbaa safar ho suni
Dagar ho yaa melaa
Yaad too aaye mann ho
Jaaye bhid ke bich akelaa
Haan baadal bijali chandan
Paani jaisa apna pyaar
Lenaa hogaa janam
Hame kai kai baar
Haan itna madir itna
Madhoor tera mera pyaar
Lenaa hogaa janam
Hame kai kai baar
Poorab ho pashchim, Uttar ho dakshin
Tu Har jagah muskuraye
Jitna hi jaaoo mai door
Tuz se utani hi too paas aaye
Aandhi ne rokaa Paani ne tokaa
Duniya Ne hasakar pukara
Tasawir teri lekin liye mai
kar aayaa sab se kinara
Haan baadal bijali chandan
Paani jaisa apna pyaar
Lenaa hogaa janam mahe
kai kai baar
Haan itna madir itna madhoor
Tera mera pyaar
Lenaa hogaa janam hame
kai kai baar
Kai kai baar kai kai baar.
Kishor Kumar Old Hits Songs Lyrics
1.
2.
3.